›Lyrics Pardesi Maine

Hindi Lyrics:
--MALE--
Hey eh hey eh...
Pardesi, pardesi maine mohabbat karli karli
Pardesi, pardesi maine mohabbat karli karli
Pardesi

--FEMALE--
Oh, tune chhede hai dil ke taar
Jeeya aisa kiya beqaraar
Tu bhi jawan, main bhi jawan
Ruth hai pyaar ki
Pardesi, pardesi maine mohabbat karli karli
Pardesi

--MALE--
Hey eh hey.....
Laaoonga main chaand taarein

--FEMALE--
La la laa la laa

--MALE--
Kehte hai yeh premi saare
Mujhko yeh kehna nahin, aankhon mein sab likhaa hai
Karle yakeen tu yeh chehraa mera aaina hai

--FEMALE--
Ho, dil dhadke mera baar baar
Tu bhi sunle yeh dil ki pukar
Zindagi ki har khushi tujhpe waar di
Pardesi, pardesi maine mohabbat karli karli
Pardesi

Saavariya re, o saavariya
Le gaya dil tu, o saavariya

--MALE--
(Aankhon mein likhaa tha, padh nahin paaye
Baat itni si keh nahin paaye) - 2
Aaj kehna padaa mere yaar, tu hi hai mere dil ka qaraar
Saansein ban gayi yaara dhun yeh pyaar ki 
Pardesi, pardesi maine mohabbat karli karli
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks