›Lyrics O Majhi Re - Album Song
Hindi Lyrics:o maajhi re o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi o maajhi re maajhi re koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain o maajhi re paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain