›Lyrics O Maaria O Maaria
Hindi Lyrics:Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho o A: o Maaria, o Maaria, o Maaria o ho ho Ba: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa A: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -2 A: hey.. Ba: hey hey hey hey A: ho.. Ba: ho ho ho ho A: sholaa saa tanman mein ek bhaDkaa to hogaa Johny ki baatoN se dil dhaDkaa to hogaa.. Ba: sun ke vo baatein kyaa tu chup ho lee th mammi se puchhooNgi kyaa aisaa bolee thi.. ho, o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho ho ho ho Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both Ba: Johny ne jab ki thi tujhse aisi baatein garmi ke vo din the ya sardi ki raatein.. A: kyaa vo ye bolaa, kuchh aisaa ho jaaye ham tum hoN kamre mein aur chaabi kho jaaye A: o Maaria Ba: haa A: o Maaria Ba: haa A: o Maaria, ho ho ho ho ho ho ho A: o Maaria Ba: ho A: o Maaria Ba: ho A: o Maaria Ba: aa haa haa haa Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa Both A: ho.., khoi huee thi jab tu shaadi ki baatoN mein thaamaa Johny ne thaa kyaa haath bhi haathoN mein Ba: jab haaN boli tu, kyaa vo paas aayaa thaa, haaN o my darling kah ke kyaa gale lagaayaa thaa haa haa haa haa haa o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria, ho ho ho ho ho ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho Ba: o Maaria A: ho ho ho ho Johny jab bolaa thaa tujhse Ba: haay A: shaadi karegi mujhse Ba: haay A: kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa *Bala and Asha Sing their lines while Chorus sings in back* Chorus: o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho -4 A: ho.. Maaria Ba: ( ho.. Maaria ) -2 A: ho ho ho.. Maaria..