›Lyrics Nindiyaa Bulaane Vaali

Hindi Lyrics:
nindiyaa bulaane vaali, sapane dikhaane vaali - 2
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne - 2

so jaa so jaa naunihaal, mere aankh ? ke laal - 2
tujhe dekh mere baal, meri ankhiyaan nihaal
lagan lagaai pyaare, puunam ke chaand ne
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne
puunam ke chaand ne, puunam ke chaand ne,
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne

liye kiranon ki dori, aai chaandani ki chhori - 2
madhuras men boli, koi mithi mithi lori
rajani sajaai pyaar
rajani sajaai pyaare, puunam ke chaand ne
puunam ke chaand ne, puunam ke chaand ne,
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne

mere maanasarovar, mere piyaa ki sarohar - 2
praanavaaron main niharuun, teraa mukhadaa manohar
prit jagaai pyaare
prit jagaai pyaare, puunam ke chaand ne
nindiyaa bulaane vali
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks