›Lyrics Nazar ne nazar ko
Hindi Lyrics:Nazar ne nazar ko beyaan de diya Dil ko dhadakne ka kaam de diya Nazar ne nazar ko beyaan de diya Dil ko dhadakne ka kaam de diya Zamana ise ab kuch bhi kahe Zamana ise ab kuch bhi kahe Hum ne mohabbat ka naam de diya Nazar ne nazar ko beyaan de diya Dil ko dhadakne ka kaam de diya Kaisa nazar ka ishara huwa Dil to deewana deewana huwa Phirte yeh samjha mohabbat hai kya Dil apna pehle tumhara huwa Dil ko mere kya ho gaya Tum hi bata do sanam Zamana ise ab kuch bhi kahe Zamana ise ab kuch bhi kahe Hum ne mohabbat ka naam de diya Nazar ne nazar ko beyaan de diya Dil ko dhadakne ka kaam de diya Chaahat se dil mera anjaan tha Sach jo kaho to yeh nadaan tha Tumko gale se laga leta main Bechain dil ka yeh armaan tha Dil ki sanam yeh aarzoo Ab maan lo tum sanam Zamana ise ab kuch bhi kahe Zamana ise ab kuch bhi kahe Hum ne mohabbat ka naam de diya Nazar ne nazar ko beyaan de diya Dil ko dhadakne ka kaam de diya Zamana ise ab kuch bhi kahe Zamana ise ab kuch bhi kahe Hum ne mohabbat ka naam de diya Posted By : Mastani Laila