›Lyrics Nahin Hai Yeh Pyaar Jaana
Hindi Lyrics:waada koyi pura nahin, yahi wafa hai kya sachon mein gum rehati ho tum, yehi saza hai kya nahin hai yeh pyaar jaana - 2 chehara haseen lekin teri jhooti hain yeh aankhein kehati ho kuchh karati ho kuchh, kaise tumhein chaahein nahin hai yeh pyaar jaana - 2 dhadkan yeh jaane, terihi maane maine tumhein apna hi jaana samajhati ho tum mujhko deewaana nahin hai yeh pyaar jaana - 2 i shouldn' t know better i shouldn' t know better nazarein kahin, dil hai kahin, banate ho begaane sab kuch hai par, kuchh bhi nahin, tanha hain yeh raahe dhadkan yeh jaane, terihi maane maine tumhein apna hi jaana samajhati ho tum mujhko deewaana nahin hai yeh pyaar jaana - 6