›Lyrics Naam Kya Hai

Hindi Lyrics:
Naam Kya Hai 
Pyaar Ka Maara 
Ghar Ka Pata Do 
Dil Hain Tumhaara 
Kya Karte Ho 
Tumse Pyaar 
Isaka Nateeja 
Kuch Bhi Ho Yaar 
Naam Kya Hai 
Pyaar Ka Maaraa ...

[ Naam Kya Hai Song Lyrics  ]

Main Tera Deewana, Tu Meri Deewani 
Aaise Kyon Nayi Kafaa 
Kuch Na Maanu Main, Jaanu Jaanu Main 
Teri Marzi Hai Kya 
Kabhi Laila Majnu 
Are Ja Re Ja Re Ja 
Kabhi Shireen Farhaad 
Mujhe Aise Na Sata 
Kabhi Raanjha Kabhi Heer 
Dil Rakh Doon Main Cheer 
Kabhi Romeo Juliet
Chal Hat Baaju Hat 
Naam Kya Hai 
Pyaar Ka Maaraa ...

Seene Mein Dil Hain, Dil Mein Dhadkan Hain 
Dhadkan Mein Tu Hai Basi 
Teri Baaton Mein, Main Na Aaungi 
Yu Na Kar Dillagi 
Ki: O Chhodo Na Teri Gali 
Tu Hai Bhanvara Main Kali 
O Raani Aaise Na Akad 
Meri Baahein Na Pakad 
Hain Iraada Mera Nek 
Du Deewana Dil-Phenk 
Mujhe Khwaabo Mein Basa 
Aaise Baatein Na Bana 

Naam Kya Hain 
Pyaar Ka Maara 
Ghar Ka Pata Do 
Dil Hai Tumhaara 
Kya Karte Ho 
Tumse Pyaar 
Iska Nateejaa 
Kuch Bhi Ho Yaar

[ Naam Kya Hai Song Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks