›Lyrics Naach Haseena Naach

Hindi Lyrics:
naach haseena naach ki duniya dekhe
thumak-thumak ke naach ki duniyaa dekhe
tere ishaaro pe naache zamana
tu mere ishaaro pe naach ki duniya dekhe
naach haseena naach ...

inkaar ki gunjaaish nahin -2
takraar ki gunjaaish nahin
ab maan jaa bas jaan jaa meri nazarein pehchaan jaa
jhoom hasina jhoom ki duniya dekhe
naach haseena naach ...

la la laa

masti mein tu madhosh hai -2
par kisaliye tu Khamosh hai
lahara ke balakha ke ghabara ke sharama ke
bol haseena bol ki duniyaa dekhe
naach haseena naach ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks