›Lyrics Mulaqat Hain Khwabo Ki Baat

Hindi Lyrics:
(mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
wo ooo o  o ) - 2
mulaqat hain khwabo ki baat hain

thoda nasha chaane de 
thoda maza aane de
tere liye bechain hu 
bheegi hui chaandni 
rango se bhari roshni 
kya hain sama kaise kahu
aa bhi jaa o meharbaan
wo ooo o  o 
mulaqat hain khwabo ki baat hain

sunle meri iltejaa 
aa bhi ja tu aa bhi jaa
kehti hain yeh betaabiyan
chod bhi de ab sharam 
rok na tu yu kadam
kar le jara naadaaaniyan
lamhe yeh kal phir kahaa
ha aa a a
mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
mulaqat hain khwabo ki baat hain
betaab raat hain tu kaha main hu yahaa
wo ooo o  o 
mulaqat hain khwabo ki baat hain
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks