›Lyrics Mujhse Panga Na Lo Koi

Hindi Lyrics:
panga na lo....
panga na lo - 8
mujhse (panga na lo - 3) koi - 2
kyun ki abb main yuun badal gaya hoon, nahi main deewaana
kyun ki abb main yuun badal gaya hoon, bana hoon mastaana
(abb jamaane ko dikhaana hai ki main hoon chij kya
kya main kal tak tha o yaaro, aaj kya main ban gaya) - 2
mujhse panga, panga panga na lo koi - 2
kyun ki abb main yuun badal gaya, nahi main deewaana
kyun ki abb main yuun badal gaya, bana hoon mastaana

lallu panju, likhkha tha main, sharam ke maare marata tha
bada bakoda, kaayar tha main, ladki se bhi darata tha
uu.... realy i didn' t know that... baby
lallu panju, likhkha tha main, sharam ke maare marata tha
bada bakoda, kaayar tha main, ladki se bhi darata tha
lekin dekho jaag utha shaitaan jo abb tak tha soya
dudh piti iss billi ka sher hai dekho ban gaya
(abb jamaane ko dikhaana hai ki main hoon chij kya
kya main kal tak tha o yaaro, aaj kya main ban gaya) - 2
mujhse panga, panga panga na lo koi - 2
kyun ki abb main yuun badal gaya, nahi main deewaana
kyun ki abb main yuun badal gaya, bana hoon mastaana
issase (panga na lo - 3) koi - 2
kyun ki abb yeh yuun badal gaya hain, nahi hai abb deewaana
kyun ki abb yeh yuun badal gaya hain, bana hai abb mastaana
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks