›Lyrics Mujhe Pyaar, Mujhe Pyaar, Mujhe Pyaar Huwa

Hindi Lyrics:
(o mujhe pyaar, mujhe pyaar, mujhe pyaar huwa
ha pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa
dilbar mere teri kasam, tu hai meri jindagi) - 2
ho mujhe pyaar, mujhe pyaar, mujhe pyaar huwa
oy pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa

(tu chaahat hai meri, jarurat hai meri, hai tu hi muhabbat meri
tu kismat hai meri, tu jannat hai meri, hai tu hi ibaadat meri) - 2
o mera yaar mere dil ka karaar huwa
ha pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa
dilbar mere teri kasam, tu hai meri jindagi
ho mujhe pyaar, mujhe pyaar, mujhe pyaar huwa
ha pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa

(yeh bataalaayo jaanam o duniya kahaan hai
jahaan pyaar hi pyaar hi hai
jahaan jindagi hai, jahaan aashiqi hai
wahaan pyaar hi pyaar hi hai) - 2
ho tujhe milke yeh dil gulsaar huwa
ha pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa
dilbar mere teri kasam, tu hai meri jindagi
(ho mujhe pyaar, mujhe pyaar, mujhe pyaar huwa
ha pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa
dilbar mere teri kasam, tu hai meri jindagi) - 2
o mujhe pyaar, mujhe pyaar, mujhe pyaar huwa
oy pehali baar, pehali baar, pehali baar huwa
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks