›Lyrics Mujhe Mere Yaar Ka
Hindi Lyrics:o~ jalwaa-e-yaar chahata hoon main pyar hi pyar chahata hoon main jisko dekhe zamana beet gaya uska deedar chahata hoon main mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 5 yeh maal aur daulat nahi chahiye - 2 zamaane ki shuahrat nahi chahiye - 2 mohabbat mein bedaam bikta hoon main mujhe koi keemat nahi chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 3 deedar chahiye haa baar baar chahiye deedar chahiye haa sau baar chahiye deedar chahiye haa baar baar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 2 ruutt yun hi beete na suhaani pyar ki - 2 yaar bin adhuri hai kahaani pyar ki - 2 haal kya kahu main dil-e-bekaraar ka - 2 mujhko sataye saawan intezaar ka - 2 dil-e-beqaraar ko karaar chahiye - 2 mujhe mere yaar ka deedar chahiye bas mujhe mere yaar ka deedar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye haa mujhe mere yaar ka deedar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye aa~ jalwa mere yaar ka dhundhe hai nazar - 2 rab de duaan mein meri itna asar - 2 durr rehke yaar se raha nahi jaaye - 2 saari saari raat mujhe neend nahi aaye - 2 khiza nahi chahiye bahaar chahiye - 2 mujhe mere yaar ka deedar chahiye bas mujhe mere yaar ka deedar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye haa mujhe mere yaar ka deedar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye har pal dase mujhe tanhaaiya - 2 suni suni si hai pyar ki waadiya - 2 phool ki wafaon ka khilta nahi - 2 chain mere dil ko milta nahi - 2 ek baar nahi baar chahiye - 2 mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 5 yeh maal aur daulat nahi chahiye - 2 zamaane ki shuahrat nahi chahiye - 2 mohabbat mein bedaam bikta hoon main mujhe koi keemat nahi chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye - 3 deedar chahiye haa baar baar chahiye deedar chahiye haa sau baar chahiye deedar chahiye haa baar baar chahiye mujhe mere yaar ka deedar chahiye...