›Lyrics More Nain Baavare
Hindi Lyrics:more nain baavare chham-chham neer bahaayen tum ho door sajanava ham dukh kise sunaayen kaahe ko dekho hamein tum ghoor-ghuur ke bas ki nahi kuch mujh majaboor ke maangoon yahi duaa_en hamein lag jaaye aah kisi ki ham mar jaayen more nain baavare ... pyaar ki laaj tore haath more saiyaan re itani araj gujaaruun kisi bahaane mil jaana din beete jaayen more nain baavare ...