›Lyrics Moray Piya
Hindi Lyrics:din wohi raatein wohi par main woh na raha tanha in shaamon mein koi bhi apana na tha chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua haan main woh hi tum woh hi sama yeh woh na raha moray piya tu na samjha main iss duniya ka na tha khoya din khoyi in raaton mein dhundhu main kya aur is shikwa par apanon ne bhi kya kiya nahi iss duniya mein koi jo apana laga zamane ki dhoop ne he mujhko ruswaa kiya moray piya tu na samjha main iss duniya ka na tha rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha moray moray piya kaise kaise jiya rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha moray moray piya kaise kaise jiya.