›Lyrics Mohabbat Mein Aaise
Hindi Lyrics:muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinake udaaye muhabbat jo ki hai to fariyaad na kar muhabbat pe ilazaam aane na paaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chunakar kisi ne falak pe sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye ...