›Lyrics Meri Yaad

Hindi Lyrics:
(Dil Kah Raha Hai Dil Se Wada Karo Dil Se
Chaahe Tum Jahaan Bhi Jaana Jaanam 
Meri Yaad Rakhna, O Meri Yaad Rakhna) -2

Hmm Mausam Bhale Badle Tum Na Badalna Dilbar 
Chaahat Ki Raahon Pe Tum Saath Chalna 
Pyaar Ki Bekhudi Kah Rahi Aashiqui 
Jaan-E-Jaan Meri Yaad Rakhna, Ho Meri Yaad Rakhna 
Dil Keh Raha Hai Dil Se Vada Karo Dil Se
Chaahe Tum Jahaan Bhi Jaana Jaanam 
Meri Yaad Rakhna, Hmm Meri Yaad Rakhna

Jaldi Se Laut Aana Tum Mujhse Door Jaa Ke 
Yun Na Sataana Baaten Bana Ke 
Chaandni Raat Mein Neend Mein Khwaabon Mein 
Jaan-E-Jaan Meri Yaad Rakhna, Hmm Meri Yaad Rakhna 
Dil Keh Raha Hai Dil Se Vada Karo Dil Se
Chaahe Tum Jahaan Bhi Jaana Jaanam 
Meri Yaad Rakhna Meri Yaad Rakhna
O Meri Yaad, Meri Yaad Rakhna
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks