›Lyrics Mera dil kehne laga

Hindi Lyrics:
--Male--
Mera Dil Kehne Laga
Dil Mein Koi Rehne Laga
Raat Din Yaad Sataaye
Sapna Tera Aaye Jaaye
Main Banaa Jab Se Tera Deewana
Pyaar Kya Hai Sanam Maine Jaana

--Female--
Tune Mera Chain Churaaya
Chaahat Ka Dard Jagaaya

--Male--
Mera Dil Kehne Laga

--Female--
Dil Mein Koi Rehne Laga

--Male--
Tanha Jo Kahin Main Tera Naam Loon
Chhaane Kyoon Lage Bekhudi

--Female--
Aake Tu Mujhe Baahon Mein Thaam Le
Kehti Hai Yeh Meri Zindagi

--Male--
Betaabiyon Ko Qaraar De
Aa Zara Aa, Mujhko Pyaar De

[Mera dil kehne laga Song Lyrics @http://www.hindilyrix.com ]

--Female--
Neend Gayi, Hosh Udaaya
Kaisa Nasha Mujhpe Chhaaya
Mera Dil Kehne Laga

--Male--
Dil Mein Koi Rehne Laga

--Female--
Dil Mein Dhadkanein Rehti Hai Jis Tarah
Mujh Mein Us Tarah Tu Sanam

--Male--
Tere Bin Kabhi Yeh Saansein Na Chale
Saanson Ko Hai Meri Kasam

--Female--
Har Pal Rahe Saamne Tu
Ab Meri Yehi Hai Aarzoo

--Male--
Maine Tujhe Jab Se Paaya
Duniya Ko Pal Mein Bhulaaya

[Mera dil kehne laga Song Lyrics @http://www.hindilyrix.com ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks