›Lyrics Mera Husn Luutane Aaya Alabela

Hindi Lyrics:
mera husn luutane aaya 
mera husn luutane aaya alabela
mera husn luutane aaya - 2
ke ghaayal ho gayi re uyi - 2
ke uuyi lambi munchh waale aa matawaale - 2
ke munchh pe nachaayuun nimbuwa uyi - 2
uyi
mera husn luutane aaya 
mera husn luutane aaya alabela
mera husn luutane aaya

main banuungi usi ki lugaayi - 2
hoga chhappan gaanvon ka jo raaja - 2
gore mukhade se ghuunghat hata ke - 2
lambe (?) ke dil ko luta ke
dhire-dhire kahuungi aaja aaja - 2

uyi
mera husn luutane aaya 
mera husn luutane aaya alabela
mera husn luutane aaya

o main raaja ruupanagar ka
aur tu meri pataraani
o main raaja chandrashahar ka
aur tu meri mahaaraani

do-do raaja bhare yahaan paani - 2
meri ruuthi hai inase jawaani
haay meri ruuthi hai inase jawaani
jawaani meri ruuthi hai inase jawaani - 2
jawaani meri ruuthi - 3
jawaani meri ruuthi hai inase jawaani
haay
mera husn luutane aaya - 2
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks