›Lyrics Mehbooba

Hindi Lyrics:
(dil yeh machalta hain ab na sambhalta hain
bahaon main aaja dilruba
pyaasi yeh hothon main rimzim rimzim baras jaadu
banke aa koi ghata
tanha tanha jale aaja lag ja gale
ab na rahe duriya 
Mehbooba) - 2

tere badan ki, khushboo se mehki
meri tanhaiyaa
mujhko deewana, karne lagi hain
teri angdaiyaa
khoya khoya sama
dil pe jor kaha
chane lagi mastiyan
Mehbooba

dilkash fiza main
sakht hawa main  
aaise miley do badan
madhoshiyan hain chahat jawan hain
chaya hain deewanapan
behke behke kadam
behke behke se hum
nas nas main koi nasha 
mehbooba
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks