›Lyrics Meharbaani Aap Ki
Hindi Lyrics:dil hi dil mein le liya dil, meharbaani aap ki dil ke kaabil kahaan ye kadardaani aap ki apne dil ko kyon na chahoon jis ne chaaha aap ko ab to mera dil bhi hai jaise nishaani aap ki aur is duniya mein kya hai jeet ke kaabil bhala ek mera deewanapan hai ek jawaani aap ki phadphadaate honth jis ko keh na paaye sharm se jhukti aankhon ne suna di ye kahaani aap ki