›Lyrics Meena bazaar
Hindi Lyrics:har ek dil yahan ek dil talaash karta hain wafa ki pyar ki manjil talaash karta hain yahan parwane shama se kareeb hote hain hasin najron pe shehzade shahid hote hain yaha dil lene dene ki ada bhi qatil hain yahake waade bahut dilnashin hote hain jo bekaraar kare woh karaar kehte hain is bazaarko meena bazaar kehte hain