›Lyrics Mazaa Aa Gaya Re
Hindi Lyrics:Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya (Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya...) - 2 Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya... (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2 Khabar Kya Sunaai, Khabar Kya Sunaai Nashaa Chhaa Gaya (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 3 [ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics ] Hey...... Dham Dham Dhol Bajaane Do, Aaj Khushi Mein Gaane Do Madhoshi Badh Jaane Do Jhoom Jhoom Ke Aaja Jhoom Jhoom Ke Jo Socha Vo Paaya, Lo Manzil Pe Aaya Bhatakta Hua Raasta... Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya... (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2 Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya Desh Mein Naam Kamaayega, Phir Foreign Bhi Jaayega London Australlia Mein Jaakar, Sabki Band Bajaayega Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya... (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2 Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya [ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics ] Kab Se Yeh Armaan Tha.., Dil Mein Toofaan Tha.. Ab Saari Duniyaa Jaanegi, Kal Tak Anjaan Tha... Teri Duaa Daata, Teri Duaa Daata Sach Hogaya Sapna Tera Jahaan Jaaoonga Naam Kar Jaaoonga Mere Daata Yeh Vaada Rahaa.. Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya.. Mazaa Aa Gaya... (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 2 Khabar Kya Sunaai, Nashaa Chhaa Gaya Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya Sapna Sachchaa Hogaya, Hogaya Hogaya Sab Kuch Achchhaa Hogaya, Hogaya Hogaya Indian Cricket Team Mein, Apna Bachchaa Hogaya (Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya Hogaya, Hogaya...) - 2 (Mazaa Aa Gaya Re, Mazaa Aa Gaya) - 6 [ Mazaa Aa Gaya Re Song Lyrics ]