›Lyrics Mast Pawan Shaakein Laharaayein
Hindi Lyrics:mast pawan shaakein, laharaayein ban-ban mor papihe gaayein he mast pawan shaakein, laharaayein ban-ban mor papihe gaayein he mast pawan shaakein, laharaayein phuul, phuul phuul-phuul par bhanware jaayein jaakar, prit ke, git sunaayein phuul-phuul par bhanware jaayein jaakar prit ke git sunaayein (jo hriday mein git hai vyaakul tu bhi use suna suna) - 2 ga sajanawa ga sanawa ga sajanawa ga mast pawan shaakein laharaayein ban-ban mor papihe gaayein he mast pawan shaakein