›Lyrics Majhi Naiyya Dhoonde

Hindi Lyrics:
maajhi naiya dhoondhe kinaara 
o maajhi naiya dhoondhe kinaara 
kisi na kisi ki khoj mein hai ye jag saara 
maajhi naiya ... 
kabhi na kabhi to samjhoge tum ye ishaara 
maajhi naiya ... 

aaisi koi mauj nahi jisko koi khoj nahi 
koi na koi to har kisi ko lagta hai pyaara 
maajhi naiya ... 

jeevan path par chalte hue ik din thak kar chalte hue 
kahi na kahi to thaam loonga aanchal tumhaara 
maajhi naiya ... 

jaise seeta-raam mile jaise raadha-shyaam mile 
kabhi na kabhi to milan hoga tumse hamaara 
maajhi naiya ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks