›Lyrics Maine Dekhe Hain Sabhi Rang Duniya Ke
Hindi Lyrics:maine dekhe hain sabhi rang duniya ke arey ha ke duniya badi rangili ta ta ra ri ra ra ....... maine dekhe hain sabhi rang duniya ke arey ha yeh duniya yeh duniya badi rangili har ras main naya hain nasha iske arey ha yeh duniya yeh duniya badi nashili (duniya main chalo akele,apne ho armaan) - 2 apne hisse ki ho dharti, apna asmaan ambar main udi hu main duniya ke arey ha yeh duniya yeh duniya lage ambar se nili ta ta ra ri ra ra ....... (duniya ke khazane, sab khoje ban deewane) - 2 lena utna hi jitna de sakte ho kahe sayane dil ke sone main khot na ho arey ha yeh duniya yeh duniya lage sabko sajili ta ta ra ri ra ra ....... (do dil milkar dekhe, pyar ke sapan suhane) - 2 jab ambar jode rishto ko toh, kya fikar hain tumhe zamane agar chahne wale mil jaye arey ha yeh duniya yeh duniya lage rasili ta ta ra ri ra ra ....... batne se aur nikharta, hain pyar ka rangan maul mere hisse main aaya kitna, baith karu kya gaur yeh char dino ka mela hain arey ha yeh duniya yeh duniya badi rangin peheli ta ta ra ri ra ra ....... maine dekhe hain sabhi rang duniya ke arey ha yeh duniya yeh duniya yeh duniya badi rangili yeh duniya badi nashili lage ambar se nili lage sabko sajili yeh duniya lage rasili badi rangin peheli ta ta ra ri ra ra ....... oh yah..