›Lyrics Main Woh Chaman Hu Jismein
Hindi Lyrics:main woh haseen hu labo pe jo aane se reh gayi main woh shama hu jo kabhi roshan nahi hui main woh umang nikli jo dil se na ek baar main woh khushi ke gam ne jise kar liya shikaar main woh dulhan hu raas na aaya jise singaar main woh chaman hu jismein na aayi kabhi bahaar - 2 main woh dulhan hu raas na aaya jise singaar main woh chaman hu jismein na aayi kabhi bahaar ghar jal gaya toh aag bujhane se fayda - 2 usmein wafa ko ab yeh jatane se faayda jatane se faayda par mere dil ka chain mera dil hai bekaraar main woh chaman hu jismein na aayi kabhi bahaar - 2 kashti bhatak rahi hai kinara nahi koi - 2 majboor zindagi ka sahara nahi koi sahara nahi koi marne ka intezaar hain marne ka intezaar main woh chaman hu jismein na aayi kabhi bahaar - 2 main woh dulhan hu raas na aaya jise singaar main woh chaman hu jismein na aayi kabhi bahaar