›Lyrics Main Toh Lut Gaya

Hindi Lyrics:
Aji O Taash Ke Baawan 
Patte Panje Chhakke Satte 
Sab Ke Sab Harjaai Main To Lut Gaya 
(Main To Lut Gaya Raam Duhaai) - 2 
Taash Ke Baavan ... 

Daan Yateemon Ko Deta To
Daani Main Kahalaata 
(Khush Ho Jaati Biwi Jo 
Uske Gahane Banawata) - 2 
Maine Kaagaz Ki Begam 
Se Kaahe Aankh Ladaai 
Main To Lut Gaya ... 

Apne Dil Ka Chain Bhi 
Haara Aur Daulat Bhi Haari 
(Maalik Ne Insaan Banaya
Main Ban Gaya Juaari) - 2 
Gali-Gali Mein Ho Gayi
Yaaron Aaj Meri Rusawaai 
Main To Lut Gaya ...

[ Main Toh Lut Song Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks