›Lyrics Main To Karu Pyar Piya
Hindi Lyrics:main to karu pyaar piya main to karu pyaar main to karu pyaar piya door se bharamaaye meri mulaqat ki raat beeti jaaye beeti jaaye main to karu pyaar piya main to karu pyaar udate hue aaye udate hue aaye do panchhee, do panchhi base baas unako lagi neend yahaan ham ko lagi payaas payaas jagi preet ki chain nahi aaye meri mulaaqaat ki raat beeti jaaye beeti jaaye main to karu pyaar piya main to karu pyaar ji to kare chal ke mana lu aaj unhen apana bana lu apana bana lu dil kisi ko paas bulaate hue sharamaaye raat beeti jaaye main to karu pyaar piya main to karu pyaar meri nai duniya mein jab se vo aaye tab se main ne aangan mein deep jalaaye do nain bichhaye intezaar hi mein kaheen, intezaar mein intezaar hi mein kaheen, ghor na ho jaaye meri mulaaqaat ki raat beeti jaaye beeti jaaye main to karu pyaar piya main to karu pyaar