›Lyrics Main Rani Hu Raja Ki
Hindi Lyrics:Aayi Ho Kheto Ki Raani Aayi Ho (Main Rani Hu Raja Ki Raja Mera Piya Kisiko Kya Ho Kisiko Kya) - 2 [ Main Rani Hu Raja Ki Song Lyrics ] Preet Nagar Pe Raaj Karu Main Banke Sajanwa Teri- 2 Banke Sajanwa Teri Mehal Toh Mehalen Dhanwanon Ke Dil Ki Nagariyan Meri - 2 Dil Ki Nagariya Meri Chaha Tha Jisko Maine Dil Usko De Diya Kisiko Kya Ho Kisiko Kya Chhod Ke Apne Pee Ki Dagariyan Aur Kahi Na Jaaun - 2 Aur Kahi Na Jaaun Jeet Liya Hain Tan Mannn Jisne Geet Usi Ke Gaaun - 2 Geet Usi Ke Gaaun Pee Pee Ki Dhun Pe Har Dam Naache Mera Jiya Kisiko Kya Ho Kisiko Kya Main Rani Hu Raja Ki Raja Mera Piya Kisiko Kya Ho Kisiko Kya [ Main Rani Hu Raja Ki Song Lyrics ]