›Lyrics Main Man Ki Baat Bataauun
Hindi Lyrics:man ki baat bataauun main man ki baat bataauun kyaa-kya baat uthat man more - 2 sab kah kar samajhaauun main man ki baat bataauun phuul banuun - 2 phuulan ang mahakuun bansi banakar gaauun param punit prabhaat banuun main jaaguun aur jagaauun nipat suhaani dhuup banuun main jaaguun aur jagaauun main man ki baat bataauun jaag banuun aakaash sajaauun taare roz jalaauun lahar banuun pal pal laharaauun baadal ban jag chhaauun - 2 tuu baadal ka ruup bane main chaatak ruup dhar aauun - 2 suukha pyaasa khet banuun main - 2 pal pal tujhe bulaauun main man ki baat bataauun - 2 mitha git banuun jharane ka nit nit sunat suhaauun - 2 aasha ka sapana banakar - 2 man tuute jod dikhaauun main man ki baat bataauun - 2