›Lyrics Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon
Hindi Lyrics:main hosh mein hoon hosh mein hoon, hosh mein hoon... main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon, tera hoon deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon, deewaana hoon to tera hoon hoon raaj agar, hoon raaj agar hoon raaj agar to tera hoon - 2 afsaana hoon afsaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon barbaad kiya barbaad huva aabad kiya aabaad huva barbaad kiya barbaad huva aabad kiya aabaad huva viraana hoon, viraana hoon viraana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon viraana hoon to tera hoon kaashaana aa aa aa... kaashaana hoon kaashaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon (iss teri tajjali ke kurbaan kurbaan-e tajjali har unava) - 2 main shamma bhi hoon, shamma shamma shamma main shamma bhi hoon to tera hoon - 3 parwaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon tu mere kaif ki duniya hai - 2 tu meri masti ka aalam paimaana hoon, paimaana hoon (paimaana hoon to tera hoon - 2), tera hoon, tera hoon maikhaana hoon maikhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon har jarra jaheen ki hasti ka - 2 tasveer hai teri sar-taa-pa har jarra jaheen ki hasti ka, tasveer hai teri sar-taa-pa woh kaabaa-e-dil dhaanewaale - 2 butkhaana, butkhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon - 2 deewaana hoon to tera hoon deewaana, deewaana, deewaana, deewaana.........