›Lyrics Main Chal Diya
Hindi Lyrics:yeh jahaan mera raasta mera hasraten teri hausala mera main chal diya tha yakeen mujhe yeh yakeen mujhe mazilen tu hi paaunga tujhe main chal diya main chal diya aayi thi mushkilen main kahi na ruka pyar ke saamane aasmaan bhi jhuka main chal diya yeh jahaan mera raasta mera hasraten teri hausala mera main chal diya main chal diya hoga kya kabhi socha na bas kadam rakh diya tha junoon tere pyar ka toh irada kar liya ho ho ho o o o main chal diya yeh jahaan mera raasta mera hasraten teri hausala mera main chal diya main chal diya