›Lyrics Mahabali Maharudra
Hindi Lyrics:parakram se gunje tribhuvan dharti patal,dhust bhanjan. jal sagar kare parajay krandan,trikaal nirantar lok vandan mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman...... Jai Hanuman Gyan Guna Sagar Jai Kipis Tihun Lok Ujgaar Ramdoot Atulit Bal Dhamaa, Anjani Putra Pavansut naamaa. parakram se gunje tribhuvan dharti patal,dhust bhanjan. jal sagar kare parajay krandan,trikaal nirantar lok vandan mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman...... chehre se chalakti namrata ankho mein shant chit ki chaya tum terenani terena chehre se chalakti namrata ankho mein shant chit ki chaya uper hai subha ki lali disha sindhu aur lipi kaya mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman ...... (ni sa ga ga re sa ni)....... Mahebeer Bikram Bajrangi, Kumati Nivaar Sumati Ke Sangi. Kanchan Baran Biraaj Subesaa, Kanan kundal kunchit kesa. Hath Bajra Aur Dhvaja Birjai, Kandhe Moonj Janeu saage. Shankar Suvna Kesari Nandan, Tej Pratap Maha Jag Vandan. vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye har vipda vo dur kare sankat mochan tabhi kahalaye mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman (ni sa ga ga re sa ni)..... shakti ki nayi paribhasha virat vikrami roop anhokha shakti ki nayi paribhasha virat vikrami roop anhokha laye uthaye dhrongiri aur jag dekhegi rajagiri ??? mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman ...... parakram se gunje tribhuvan dharti patal,dhust bhanjan. jal sagar kare parajay krandan,trikaal nirantar lok vandan Posted By : Thaker Piyush