›Lyrics Maati Ka But Bha Gaya Dil Hi To Hai Aa Gaya
Hindi Lyrics:maati ka but bha gaya - 2 dil hi to hai aa gaya - 2 o ji dil ko ye kya ho gaya - 2 bas mein jo tha kho gaya - 2 o ho ji ek dil tera ek mera donon mil jaayein - 2 dhire-dhire bol dhire-dhire bol kahin jag ki aankh mein na aayein nazaron mein jo aa gaya - 2 sambhale na sambhala gaya - 2 o ji do din ab mora jiya naahi laage kit jaayuun - 2 gori tohe palakon ki is daar pe main naum dikhaayuun - 2 chot wo dil kha gaya - 2 sambhale na sambhala gaya - 2 o ji