›Lyrics Maar Gaya Bichuaa
Hindi Lyrics:maar gaya bichhua bichhua bedarda aadhi raat ko meri chhat pe chadh gaya chori se haay ungli mein chhalla jad gaya ai bedarda aadhi raat ko ... raat ki baahon mein soyi thi main hoy hoy anjaane sapnon mein khoi thi main hoy hoy vo dank maara machalne lagi neendon mein karvat badalne lagi kam na hua haay dard aur badh gaya haay bedarda aadhi raat ko ... maine ye socha hua jab savera haay haay haan bichhua tha vo ke vo saajan tha mera haay haay chup ke chupa ke kahaan se vo aaya ye raaz maine to sabse chhupaya jo bhi hua haay chain mujhko pad gaya bedarda aadhi raat ko ...