›Lyrics Luut Liya ... Kisi Garib Ka Ghar
Hindi Lyrics:luut liya luut liya kisi garib ka ghar baadshaah ne luut liya karuun main kis se gila jab khuda ne luut liya kisi garib ka ghar lahuu se dil ke jalaaya tha jo chiraag hamane isi chiraag ko zaalim hawa ne luut liya kisi garib ka ghar duhaai hai insaaf ki duhaai hai ki ek fakir ko aalampana ne luut liya karuun main kis se gila jab khuda ne luut liya