›Lyrics Love You Hamesha
Hindi Lyrics:--CHILD-- Hawa chal padi, ghata chhaa gayi Nazar mil gayi, kali khil gayi Gazab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya Arre ho gaya, arre ho gaya, arre ho gaya --FEMALE-- Yeh kaise ho jaata hai Yeh na jaane kab ho jaata hai Yeh sabko ho jaata hai Humko bhi yeh pyaar ho gaya Aankhon mein basjaa, mere dil mein samaaja Love you hamesha, meri baahon mein aaja --MALE-- Yeh kaise ho jaata hai Yeh na jaane kab ho jaata hai, hey Yeh sabko ho jaata hai Humko bhi yeh pyaar ho gaya --CHORUS-- Saahibaan re saahibaan re, dhola re dhola re Sayoni aaj ghoonghat kholiyon re Saahibaan re saahibaan re, dhola re dhola re Sachon hai pyaar jhoot na boliyon re --CHILD-- Ghata chhaa gayi, nazar mil gayi, kali khil gayi Gazab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya --MALE-- Ek jhatka laga hai dil aise mera dhadka Dil aise mera dhadka Behti paani mein dekho sholaa koi bhadka Hai, shola koi bhadka Pehle gaya yeh dil, ab jaan bhi jaayegi Na chain aayega, na neend aayegi --FEMALE-- Saare shaher mein ruswaaiyan ho jaayegi Badnaam meri angdaaiyan ho jaayegi Jab se mili hai tere mere naina Tab se main jaagi saari saari raina --MALE-- Aankhon mein basjaa, mere dil mein samaaja --FEMALE-- Love you hamesha, meri baahon mein aaja --BOTH-- Yeh kaise ho jaata hai Yeh na jaane kab ho jaata hai Yeh sabko ho jaata hai --FEMALE-- Humko bhi yeh pyaar ho gaya --MALE-- Aankhon mein basjaa, mere dil mein samaaja --FEMALE-- Love you hamesha, meri baahon mein aaja --CHILD-- Ghata chhaa gayi, nazar mil gayi, kali khil gayi Gazab ho gaya, jiya kho gaya, arre ho gaya --FEMALE-- Chhupke chhupaake aadhi raat ko main jaagi Aadhi raat ko main jaagi Ghar se nikal aayi, tere sang bhaagi Tere sang bhaagi --MALE-- Na darr kisi se, tujhe seene se lagaa loonga Dekhe na koi tujhe, aankhon mein chhupaa loonga --FEMALE-- Jaa mere raja, baaja saath leke aaja na Le jaa mujhe, baraat leke aaja na --MALE-- Kya band baaja aur kaise baraati Main aur tu, hum hai baby janmon ke saathi Aankhon mein basjaa, mere dil mein samaaja --FEMALE-- Love you hamesha, meri baahon mein aaja --BOTH-- Yeh kaise ho jaata hai Yeh na jaane kab ho jaata hai Yeh sabko ho jaata hai --FEMALE-- Humko bhi yeh pyaar ho gaya --MALE-- Aankhon mein basjaa, mere dil mein samaaja --FEMALE-- Love you hamesha, meri baahon mein aaja