›Lyrics Laaga, chunari mein daag

Hindi Lyrics:
Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise, 
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Ho gayi maili mori chunariya, 
Kore badan si kori chunariya - 2
Aa ... jaake baabul se, 
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa ... jaake baabul se, 
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks