›Lyrics Kya Se Kya
Hindi Lyrics:kya se kya bana diya ehsaas hai na farishta tha main shaitan bana diya thi ek khwaahish meri bhi toh gham saare lelo khushi ab mujhe do teri kabhi maine na maani inn minnaton ki kadar na jaani maan ke chalne wale bahut the phir kyun hissa bana diya usko bhi kaayanat kyun yeh jahaan bana diya yeh baar socha ke kar jaaunga socha nahi tha ke marr jaaunga aakhari saans tak ladta raha main jaane yeh kya karta raha main ab jab kuchh bhi nahi raha hain mujhko kyun iska gham huaan hain izzar yeh shohrat yeh paisa mera sab kuch iss duniya mein toh raha hain kya se kya bana diya ehsaas hai na farishta tha main shaitan bana diya