›Lyrics Kya Kabar Kya Pata

Hindi Lyrics:
(kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya) - 2
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya

(apane dil ka dard ye
umarr bhar haskar piye
jina usaka jina hain
jo auron ki khaatir jiye) - 2
kaam le jindadili se
yoon hi khele jindagi se
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks