›Lyrics Koi Matwala Aaya Mere Dwaare

Hindi Lyrics:
koi matvaala aaya mere dwaare 
akhiyon se kar gaya ajab ishaare 
koi matvaalaa, aaya mere dwaare ... 

kya mann uske main kya jaanu 
chhaliya ko main kya pehachaanu
jaane kyon mera naam pukaare 
aa... 
koi matvaara aaya mere dwaare ... 

jab se gaya hai bhola bachpan 
akhiyaan chanchal, natkhat hai mann 
ab nahi kuch bhi bas mein hamaare 
aa... 
koi matavaara aaya mere dwaare ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks