›Lyrics Kitni Zaalim Hain Yeh

Hindi Lyrics:
kitani zaalim hai ye duniya phoonk daala ghar mera 
jal gaya saara chaman hama bezabaan dekha kiya 

(jis tarah se ham barbaad huye 
aaisa bhi koi barbaad na ho 
aaisa bhi koi barbaad na ho ) -2 

dil ki basti is tarah se lut gayi ek bhool se 
jis tarah kushbu juda ho jaaye naazuk phool se 
haay duniya kya tujhe yu hi mujhe behalaana tha  -2 
khwaab tha jo kuch ke dekha jo suna afsaana tha 

( jis tarah se ham barabaad huye 
aisa bhi koi barabaad na ho 
aisa bhi koi barabaad na ho )  -2
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks