›Lyrics Kisika Dil Jo Todega

Hindi Lyrics:
huuuun ohhh ohhhhhh
bumbabambamm (bumbabambamm)-2
(bade pyar se tune)-2 dil mein pyar ki bulbul pali
tere dil ka lahoo choos kar ud gayi ek din sali
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega

bade pyar se tune dil mein pyar ki bulbul pali

(is duniya mein humne dekha til til ka hai lekha)-2
ghis ne se kya ghis jati hai hath se paap ki rekha
jaanbuj kar  dharam se jo bhi  muh ko modega
(khuda kya usko chodega)-2
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega

(gali gali ka shair tamasha dekhe roz kalander)-2
khaye madari uski roji bhookha rah jaye bander
neki ko jo chod badi se rista jodega
(khuda kya usko chodega)-2
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega

soch samaj kar jo bhi karna (us par kya pachtana)-2
sidhe rastein chaltein rahna (dekh bhatak na jana)-2
ohh uljan ki kya baat kisi ka dil jo todega
(khuda kya usko chodega)-2
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega

bade pyar se tune dil mein pyar ki bulbul pali
tere dil ka lahoo choos kar ud gayi ek din sali
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega
kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega

bumbabambamm-4

Posted By : Thakerpiyush
 
picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks