›Lyrics Kisi Ki Bewafaai Ka
Hindi Lyrics:Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Mohabbat hi judaai ka Mohabbat hi judaai ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Puraane log chehre par naya chehra laga aaye Puraane log chehre par naya chehra laga aaye Mile gairon se haske apno se milte haya aaye Haya bhi behayaai ka Haya bhi behayaai ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Bachaya hai humaari muglasi ne hum fakiron ko Bachaya hai humaari muglasi ne hum fakiron ko Bohat nazdeek se dekha hai humne kuch amiron ko Yeh daulat har buraayi ka Yeh daulat har buraayi ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Bane na baat jab koyi to koyi kuch kahe kaise Bane na baat jab koyi to koyi kuch kahe kaise Jo kuch kehna zaroori ho to insaan chup rahe kaise Yeh chup dil ki duhaayi ka Yeh chup dil ki duhaayi ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Mohabbat hi judaai ka Mohabbat hi judaai ka sabab ban jaaya karti hai Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai Posted By : Mastani Laila