›Lyrics Kaun Jiwan Mein Mere Samaaye Ja Raha Hai
Hindi Lyrics:kaun jiwan mein mere samaaye ja raha hai - 2 kaun man pe mere chhaaye ja raha hai kaun jiwan mein mere samaaye ja raha hai kaun barakha ki kaali-kaali raat mein - 2 ban ke saaya chal raha hai saath mein - 2 kaun dipak ban ke raah dikhala raha hai kaun jiwan mein mere samaaye ja raha hai - 2 koyi saathi na tha koyi mit na tha - 2 mere suuni vina mein koyi git na tha - 2 kaun mithe suron se ye gaaye ja raha hai - 2 kaun man ko mere lubhaaye ja raha hai - 2 kaun jiwan mein mere samaaye ja raha hai - 2