›Lyrics Kate Naahin Raat
Hindi Lyrics:(kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran piya tore kaaran kaaran) - 2 (kaale kaale baadal chhaaye dekh dekh ji lalchaaye) - 2 (kaisi aanu paas pihaa re dur gaye more saajan) - 2 dur gaye more saajan kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran piya tore kaaran kaaran (bheega bheega mausam aaya piya ka sandesa laaya) - 2 (mannva ko chain na aaye ?? hain more naina) - 2 ?? hain more naina (kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran piya tore kaaran kaaran) - 2 piya tore kaaran kaaran - 2