›Lyrics Kahaniya Sunati Hai

Hindi Lyrics:
kahaaniyaan sunaati hai pawan aati jaati 
(ek tha diya ek baatee) 2 

(bahut dinon ki hai ye baat 
badi suhaani thi wo raat 
diya aur baati mile 
milake jale ek saath) 2 
ye chaand ye sitaare bane saare baaraati 
ek tha diya ... 

(uthaai donon ne qasam 
jale bujhenge saath ham 
unhen kabar na thi magar 
kushi ke saath bhi hai gam) 2 
milan ke saath saath hi judaai bhi hai aati 
ek tha diya ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks