›Lyrics Kahaan Kho Gaya Hai Dil Mera
Hindi Lyrics:kahaan kho gaya hai dil mera kahaan kho gaya hai kya pata dur kahi dur kwaabon ki duniya ke raaston pe bass yuun hi chal pada - 2 hain shaamse baadalon mein nami aa dhundale khaayishon ki jami aa jara, aa bhi ja - 2 subah se karu main kya bayaan huwa saath mere kya huwa dur kahi dur kwaabon ki duniya ke raaston pe bass yuun hi chal pada - 2 hain baajuton mein yeh aahe teri aa sun jara sard aahein meri tu nasha, tu wafa tu wafa, tu duwa khata na kare ho abb subah ruki raat kab hai bewajah dur kahi dur kwaabon ki duniya ke raaston pe bass yuun hi chal pada - 2 kahaan kho gaya hai dil mera kahaan kho gaya hai kya pata dur kahi dur kwaabon ki duniya ke raaston pe bass yuun hi chal pada - 2