›Lyrics Kabhi Hain Gam Kabhi
Hindi Lyrics:kabhi hain gam kabhi khushiyan yahi to zindagani hai kabhi lab par hansi hai aur kabhi ankhon mein pani hai kabhi hain gam na ghabra asaman par chha gaya hai aaj agar badal - 2 ke ye badal hi chanda ke nikalne ki nishani hai - 2 kabhi hain gam bhara karate hain zakhm-e-dil aur aansu bhi hain tham jaate - 2 aur ansu bhi hain tham jaate banai jisne duniya ye usi ki meharbani hai - 2 kabhi hain gam ...