›Lyrics Kabhi Aansu Kabhi Khushboo
Hindi Lyrics:(Kabhi aansu kabhi khushboo kabhi nagama bankar - 2 Hamse har shaam mili hai tera chehra bankar) - 2 Kabhi aansu kabhi khushboo kabhi nagama bankar Chaand nikala hai teri aankh ke aanso ki tarah - 2 Phool mehake hai teri zulf ka saaya banakar - 2 Hamase har shaam mili hai tera chehara bankar Kabhi aanso kabhi khushboo kabhi nagama bankar Dil ke kaagaz pe tu utarata hai tu sheron ki tarah - 2 Mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar - 2 Hamase har shaam mili hai tera chehara bankar Kabhi aanso kabhi khushboo kabhi nagama bankar Mera kya haal hai ye aa ke kabhi dekh to le - 2 Ji raha hoon tera bhoola huva waada banakar - 2 Hamase har shaam mili hai tera chehara bankar Kabhi aanso kabhi khushboo kabhi nagama bankar - 2